kavita kya hai?
mann ki bedna ya
mann ki srezanta
Iswar ki bandana ya
kuhda ki aradhna,
inssan ki dubida ya
uske andar ki sundarta,
dur tak jane ki chah ya
na jaa pane ki bedna,
sapno ka jharokha ya
vastvikta ki parchaiya,
Vartmaan ki karwahat ya
Ateet ki parchaiya,
Bhavo ki Surbhi ya
antarman ka dawand.
By:- Roushan(roushank.wordpress.com)










